17/09/2026
Main ye Manta Ho ke kabi be zindagi Aasan nhi Hoti Par Allah Quran Main Farmata ha Ke Tum Muj Be takwa kro main tumhre zandagi Badal do ga Mushikele aye Ge Raste Band Ho Ge Par atbar kabi be nhai chorna kun Ke allah ne wada kiya ha ke mushkil ke bad Aasani do ga
Jo Mango Allah sse
Islamic Poetry
Meer Zahid Ali